Monday, April 04, 2005

Pyaasa

Vijay (Guru Dutt) meets Meena (Mala Sinha) his ex-girlfirend after a gap of many years.They look at each other for sometime.She breaks the silence and asks, "Kaise rahe ab tak?"
Vijay: Zinda..."

**********************

An agitated Meena asks Vijay, "Tum phir se kyon aaye meri zindagi main?"
Vijay replies,"Main tumhari zindagi se gaya hi kab tha Meena?Tum hi toh gayi thi meri zindagi se..."

***********************

A stone drunk Vijay is climbing up the stairs supported by Gulab (Waheeda Rehman) who holds him so that he doesn't fall.Gulab worried looks at his condition and says,"Haal sambhalne ke baad chale jaana."
Vijay smiles to himself and replies, "Ab toh chale jaane ke baad hi haal sambhlega..."

************************
All this aided by the haunting harmonica played Panchamda himself in the background.

3 Comments:

Anonymous Anonymous said...

Yaar
AUR MERA KHYAAL THE KE IN TANHAIYYYON PE SIRF MERA HAK HAI.

Magar I am surprised ke koi aur banda bhi use share karta hai. Hum to door hain....aap to apno ke kareeb hain janab?
:)
SS

April 05, 2005 8:18 PM

 
Blogger Mystic Bard said...

Tanhaiyon pe kisi ek ka haq nahi hota miya...woh toh ek tawayaf ki tarah har kisi ki ho jati hai...Par khayal rahe, usse dil na laga lena...varna pachtaoge:-)

Aur tanhai toh tanhai hoti hai chahe aap apno ke saath rahe ya gairon ke...aakhir, aadmi tanha aata hai aur tanha jaata hai...
Beech ka antraal achi tarah se guzar jaaye toh theek...

Aur huzur dil ki baat keh di par naam nahi bataya?

April 06, 2005 12:57 AM

 
Blogger Akruti said...

wah,kya baat hai,khoobkahdiya dost,thanha tho sabhi hai yahan,kyakare itne shor mein bhi hum khojaathein hai kahin,bheed mein bhi akelese rehgaye sabhi
With or with out the near and dear everyone is a lonely person in this world,all said and done we walk alone to the next path we choose to take.Moments and feelings which cannot be shared and sometimes which cannot be understood,with these life goeson

April 07, 2005 6:49 AM

 

Post a Comment

<< Home